Thursday, January 17, 2008

Software Engineer Zameen Pe......Every Engineer is special

Software Engineer Zameen Pe......Every Engineer is special!!!!!

*Main kabhi batlaata nahi ,*
*Par coding se darta hoon main PM*

*Yun to main, dikhlata nahi,*

*Par Bench par jana chahta hoon main PM*

*Aapko sab hai pata,hai na PM*

*Aapko sab hai pata, mere PM*

*Issues mein yun na chhodo mujhe,*

*Ghar laut kar bhi jaa na paun PM*

*Bhejte kyun nahi Onsite Mujhko aap,*

*Yaad bhi aapko aa na paun PM,*

*Kya itna dumb hoon main PM,*

*Kya itna dumb mere PM*

*Jab bhi kabhi Onsite mujhe,*

*Dher saari kaam deta hai*

*Meri nazar Dhoondhe aapko*

*Sochu yunhi aap aakar work distribute karoge PM*

*Unse main yeh kehta nahi,*

*Par testing se pak jata hoon PM*

*Chehre pe aane deta nahi,*

*Company chhod kar bhaag jana chahta hoon PM*

*Aapko sab hai pata,hai na PM*

*Aapko sab hai pata, mere PM*

No comments: